Sunni aur Deobandi me kya farq hai?
Sunni Barelvi Aur Deobandi Tabligi Me'n Kya Farq Hai? (Difference Between Sunni & Deobandi) (1)➡ Sunnio Ka Aqeeda Hai Ke Allah Ta'ala Har Ayeb Se Paak Hai Lekin Deobandio Ka Aqeeda Hai Ke Allah Ta'ala Ayeb Waala Hai. Ma'az Allah (Fataawa e Rashiya Safha No.96 Aur Baraahen e Qaateya Safha No.10 Pe Deobandi Molvio Ne Likha Hai Ke Allah Ta'ala Jhoot Bol Sakta Hai) (2)➡ Sunnio Ka Aqeeda Hai Ke Allah Ta'ala Sachcha Hai Lekin Deobandio Ka Aqeeda Hai Ke Allah Ta'ala Jhoot Bol Sakta Hai. Ma'az Allah (Fataawa e Rashiya Safha No.96 Aur Baraahen e Qaateya Safha No.10) (3)➡ Sunnio Ka Aqeeda Hai Ke Allah Ta'ala Ha'nsi Mazaaq Wa That'ta Karne Se Paak Hai Lekin Deobandio Ka Aqeeda Hai Ke Allah Ta'ala Ha'nsi Mazaaq Wa That'ta Karta Hai. Ma'az Allah (Mehmoodul Hasan Deobandi Ne Sureh Baqarah Ki Aayat No.15 Me Allah Ta'ala Ko Ha'nsi Karne Waala Likha Hai) (4)➡ Sunnio Ka Aqeeda Hai Ke Allah Ta'ala A'alimul Gaib Hai Lekin Deo...